Syed Shahnawaj alam
LOVE Sayari & Bewafa
Dekho awaz dekar pass hume paogi..
Aaoge tanha par tanha na jaoge..
Dur rehkar bhi tumpe nazar hai meri,
Hantho se tham lenge jab bhi thokar khaogi…
Saanso Ki Mehak ho Ya chehre Ka Noor..Chahat hai aap se To humara kya kasoor..Khuda Se Ek din Hum Puchege jarur..Jo Rehte hai dil me Wo Kyo hai humse Door
Duriyan he dilon ko nazdik lati hain
Duriyan he ek duje ki yaad dilati hain,
Dur hokar bhi koi kareeb hai kitna
Duriyan he is bat ka ehsas dilati hain…..
©
Khamosh Palko Par Jab Ansu Aate Hai,
Aap Kya Jane Aap Kitna Yaad Aate Hai,
Aaj BHi Khade Ha Us Mod par Tanha,
Jahan Aap Ne Kaha Tha THEHRO, Hum Abhi Aate hain
©
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,
Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,
Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya…

Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
No comments:
Post a Comment